mehak dosti ki ishq say kam nahi hoti
ishq pe zindagi khatam nahi hoti
sat agar ho zindagi mein doston ka
too zindagi jannat say kam nahin hoti
*********
ishq pe zindagi khatam nahi hoti
sat agar ho zindagi mein doston ka
too zindagi jannat say kam nahin hoti
*********
bewajah kisiko sataya nahi karte
hadh se bhi zyada kisiko tarpaya nahi karte
jin ki saans chalti ho aapke sms se
unhe apne sms ke liye rulaya nahi karte
*********
teri khushi se hi nahin gum se bhi rishta hai mera,
yeh jo teri jindagi hai wo ek hissa hai mera,
ab aur kya bolu tujhse ae dost,
tujhse lafzon ka nahin rooh ka rishta hai mera.
yeh jo teri jindagi hai wo ek hissa hai mera,
ab aur kya bolu tujhse ae dost,
tujhse lafzon ka nahin rooh ka rishta hai mera.
*********
Dosti se kimti koi jagir nahin hoti,
dosti se khubsurat koi tasveer nahin hoti,
dosti un to ek kaccha dhaaga lagta hai,
magar is dhaage se majboot koi zanzeer nahin hoti
dosti se khubsurat koi tasveer nahin hoti,
dosti un to ek kaccha dhaaga lagta hai,
magar is dhaage se majboot koi zanzeer nahin hoti
*********
Phulon se khoobsurat koi nahi.
Sagar se gahara koi nahi.
Ab aapki kya tarif karu...
Dost me aap jaisa...
Nalayak koi nahi!
Sagar se gahara koi nahi.
Ab aapki kya tarif karu...
Dost me aap jaisa...
Nalayak koi nahi!
*********
mehak dosti ki ishq se kam nahi hoti,
ishq pe zindagi khatam nahi hoti,
saath zindagi main agar ho dost ka;
to zindagi jannat se kam nahi hoti!!!!
ishq pe zindagi khatam nahi hoti,
saath zindagi main agar ho dost ka;
to zindagi jannat se kam nahi hoti!!!!
*********
Dost gunah hai to hone na dena
dosti khuda hai to khone na dena
karte ho dosti jab kisi se to
kabhi us dost ko rone na dena '
dosti khuda hai to khone na dena
karte ho dosti jab kisi se to
kabhi us dost ko rone na dena '
*********
Aik hassi jo hasa de
Aik ansoo jo rula de
Aik aarzoo jo jaga de
Aik chahat jo samjha de
Her aahat jo jaan le
Uss rishtay ka naam hai
***** DOSTI*****
Aik ansoo jo rula de
Aik aarzoo jo jaga de
Aik chahat jo samjha de
Her aahat jo jaan le
Uss rishtay ka naam hai
***** DOSTI*****
*********
Aik din bahroon k phool murjha jayeenge jab bhule se kabhi hum yaad aayeenge
ahsas hoga tumhein humari dosti ka jab duur bahat duur hum tum se chale jayeenge
ahsas hoga tumhein humari dosti ka jab duur bahat duur hum tum se chale jayeenge
*********
Asman ko neend aye to sulao kaha, dharti ko moot aye to dafnao kaha, sagar
main leher uthe to chupao kaha, ap jese dost ki yaad aye to jao kaha.
main leher uthe to chupao kaha, ap jese dost ki yaad aye to jao kaha.
*********
khud par bharosa hai to khuda tere saath hai,
apnon par bharosa hai to har dua tere saath hai,
zindagi se kabhi mat harna mere dost,
jab tak tera yeh dost tere saath hai.
apnon par bharosa hai to har dua tere saath hai,
zindagi se kabhi mat harna mere dost,
jab tak tera yeh dost tere saath hai.
*********
Saato aasmano ki sair hum kar aaye,
har ek tare se dosti kar aaye,
ek tara khas tha jise hum saath le aaye,
varna aap hi sochiye,
aap is jamin pe kaise aaye!
har ek tare se dosti kar aaye,
ek tara khas tha jise hum saath le aaye,
aap is jamin pe kaise aaye!
*********
khaali haat aap aaye the huzoor
khaali haat aap jaayenge zaroor
hamein sms na kar ke
kitne chillar bachayenge huzoor
khaali haat aap jaayenge zaroor
hamein sms na kar ke
kitne chillar bachayenge huzoor
*********
Gud relation doesnt need promises
any terms or conditions
it jus needs 2 wonderful ppl
one kool like me
n one chweeeeeeeeeet like u
any terms or conditions
it jus needs 2 wonderful ppl
one kool like me
n one chweeeeeeeeeet like u
*********
Kabhi dost kehte ho
kabhi dua dete ho
kabhi bewaqt neend se jaga dete ho
par jab bhi sms karte ho
khuda kasam..saare gham bhula dete ho
kabhi dua dete ho
kabhi bewaqt neend se jaga dete ho
par jab bhi sms karte ho
khuda kasam..saare gham bhula dete ho
*********
dil ne kiya majbur kuch is tarah ke
khwabon mein bhi tum aane lage
raat toh kaate nahi kat ti thi aur ab toh
dharkanon mein bhi tum samane lage
khwabon mein bhi tum aane lage
raat toh kaate nahi kat ti thi aur ab toh
dharkanon mein bhi tum samane lage
*********
dost hazar nahi sirf ek chahiye
dukh sukh mein de saath woh yaar chahiye
hum kisi ko bhulate nahi
lekin jo hamein yaad rakkhe woh yaar chahiye
dost hazar nahi sirf ek chahiye
dukh sukh mein de saath woh yaar chahiye
hum kisi ko bhulate nahi
lekin jo hamein yaad rakkhe woh yaar chahiye
*********
chaand hasta hai
chaandni muskurati hai
aap hamein yaad kare na kare
hamein aapki yaad aati hai
chaandni muskurati hai
aap hamein yaad kare na kare
hamein aapki yaad aati hai
*********
dosti ki tadap ko dikhaya nahin jaata
dil mein lagi aag ko bhulaya nahin jaata
kitni bhi doori ho dosti mein
aap jaise dost ko bhulaya nahin jaata...
dil mein lagi aag ko bhulaya nahin jaata
kitni bhi doori ho dosti mein
aap jaise dost ko bhulaya nahin jaata...
*********
mehak dosti ki ishq say kam nahi hoti
ishq pe zindagi khatam nahi hoti
sat agar ho zindagi mein doston ka
too zindagi jannat say kam nahin hoti
ishq pe zindagi khatam nahi hoti
sat agar ho zindagi mein doston ka
too zindagi jannat say kam nahin hoti
*********
ek din muskurahat ne poocha mujhse,
humne roz roz kyun bulate ho,
Meine kaha mein yaad to apne dost ko karta hun,
Tum to saath me khud hi chale aate ho.
*********
UTRE JO ZINDAGI TERI GEHRAIYO MEIN HUM
MEHFIL MEIN RAHKAR BHI RAHE TANHAIYON MEIN HUM
DEEWANGI NAHI TOW AUR KYA KAHE
INSAAN DHOONDHTE RAHE PARCHAYION MEIN HUM
MEHFIL MEIN RAHKAR BHI RAHE TANHAIYON MEIN HUM
DEEWANGI NAHI TOW AUR KYA KAHE
INSAAN DHOONDHTE RAHE PARCHAYION MEIN HUM
*********
Unki tasveer ko seene se laga lete hain,
Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain.
Kisi tarah zikar ho jaye unka,
To hanss kar bheegi palkein jhuka lete hain.
Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain.
Kisi tarah zikar ho jaye unka,
To hanss kar bheegi palkein jhuka lete hain.
*********
Rab ne agar ye rishta banaya na hota,
Ek dost ko duje se milaya na hota,
Zindagi ho jati bejaan agar,
Maine tere jaisa dost paya na hota.
Ek dost ko duje se milaya na hota,
Zindagi ho jati bejaan agar,
*********
Tumhari dosti tumhari wafa hi kafi hai,
Tamam umar ye aasra hi kafi hai,
Jahan milo mil ke muskura dena,
Jeene ke waste ye aasra hi kafi hai.
Tamam umar ye aasra hi kafi hai,
Jahan milo mil ke muskura dena,
Jeene ke waste ye aasra hi kafi hai.
*********
Chand lamhon ki zindgani hai,
Nafraton se jiya nahi karte,
Lagta hai ab dushmano se guzarish karni padegi,
Kyun ki dost to yaad kiya nahi karte.
Nafraton se jiya nahi karte,
Lagta hai ab dushmano se guzarish karni padegi,
Kyun ki dost to yaad kiya nahi karte.
*********
Tumse doori ka ehsaas jab sataane laga,
Tere saath har guzra lamha yaad aane laga,
Jab bhi tumhe bholne ki koshish ki,
Aye dost tu aur yaad aane laga.
Tere saath har guzra lamha yaad aane laga,
Jab bhi tumhe bholne ki koshish ki,
Aye dost tu aur yaad aane laga.
*********
Phoolon ki mahek ko churaya nahi jata,
Suraj ki kirno ko chhupaya nahi jata,
Kitni bhi duri ho dosti me,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata.
Suraj ki kirno ko chhupaya nahi jata,
Kitni bhi duri ho dosti me,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata.
*********
Dosti mein dooriyan to aati jaati rehti hain,
Fir bhi dosti dilon ko milati rehti hain,
Wo dost hi kya jo naaraz na ho,
Par sachchi dosti doston ko manaati rehti hai.
Fir bhi dosti dilon ko milati rehti hain,
Wo dost hi kya jo naaraz na ho,
Par sachchi dosti doston ko manaati rehti hai.
*********
Yeh chand bhi kya ajeeb sitam dhaata hai,
Bachpan mein mama aur jawani mein dost nazar aata hai.
Bachpan mein mama aur jawani mein dost nazar aata hai.
*********
Wo mulakat kuch adhuri si lagi,
Pass ho kar bhi doori si lagi,
Hathon par mehndi ankhon mein nami si lagi,
Pehli baar kisi ki dosti dil ko zaruri si lagi.
Pass ho kar bhi doori si lagi,
Hathon par mehndi ankhon mein nami si lagi,
Pehli baar kisi ki dosti dil ko zaruri si lagi.
*********
Aye dost chale aao hum tumhe yaad karte hain,
Yeh woh khata hai jo hum baar-baar karte hain,
Jala ke dil me hasraton ke chirag,
Aapke aane ka intezaar karte hain.
Yeh woh khata hai jo hum baar-baar karte hain,
Jala ke dil me hasraton ke chirag,
Aapke aane ka intezaar karte hain.
*********
Har kali tumse khuhsboo udhar mange,
Aftab tuhjse noor udhar mange,
Rab kare tu dosti aise nibhaye,
Ki log mujhse teri dosti udhar mange.
Aftab tuhjse noor udhar mange,
Rab kare tu dosti aise nibhaye,
Ki log mujhse teri dosti udhar mange.
*********
Khushnaseeb hain hum ki mile aap mujhe,
Tanha zindagi ke safar mein mila saathi anmol mujhe,
Gham ke badalon ne kabhi gher rakha tha mujhe,
Ab badalon ko cheer ke bhi suraj deti hai roshni mujhe.
Aye dost kismat mein mere iss se pehle itni khushi kabhi na thi,
Aap ne saath hamara deke dard ko bhulana sikha diya mujhe,
Hum to rote the uski yaad mein,
Dost aap ne aansuon ko peena sikha diya mujhe.
Uss dhokebaaz ne to maar hi dala tha humein,
Dosti ki taqat se jeena sikhaya aap ne mujhe

Dosti dil hai, dimag nahi...
Dosti soch hai, aawaz nahi...
Koi aankhon se nahi dekh sakta dosti ke jazbe ko...
Kyon ki dosti ehsaas hai andaaz nahi.
Dosti soch hai, aawaz nahi...
Koi aankhon se nahi dekh sakta dosti ke jazbe ko...
Kyon ki dosti ehsaas hai andaaz nahi.
*********
Kareeb se tumhein dekha to apna paya,
Jab tumhein dosti mein aazmaya to apna paya,
Tumhein kya naam doon samajh nahi aata,
DOST, PYAR, ZINDAGI ya apna SAYA.
Jab tumhein dosti mein aazmaya to apna paya,
Tumhein kya naam doon samajh nahi aata,
DOST, PYAR, ZINDAGI ya apna SAYA.
*********
Rab se aapki khushi mangte hain,
Duaon main aapki hansi mangte hain,
Sochte hain kya mangein aap se,
Chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain.
*********
Milne ki kushi hai, ya bichadne ka gham,
Aankhon me aansu hain, ya udas hain hum?
Kaise kahen kaise hain hum,
Bas itna samaj leejiye ki apki dosti ke bina akele hai hum.
Aankhon me aansu hain, ya udas hain hum?
Kaise kahen kaise hain hum,
Bas itna samaj leejiye ki apki dosti ke bina akele hai hum.
*********
Dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata,
Humse tuta hua shisha dekha nahi jata,
Apne hisse ki khusiyan bhi de dun tujhe,
Aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata
Humse tuta hua shisha dekha nahi jata,
Apne hisse ki khusiyan bhi de dun tujhe,
Aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata
*********
Aaj phir aaina hamse poochhta hai....
Ke teri aankhon mein nami kyon hai...
Jiski dosti mein khud ko bhula diya...
Phir uski dosti mein kami kyon hai...
Ke teri aankhon mein nami kyon hai...
Jiski dosti mein khud ko bhula diya...
Phir uski dosti mein kami kyon hai...
*********
Khushnaseeb hain hum ki mile aap mujhe,
Tanha zindagi ke safar mein mila saathi anmol mujhe.
Gham ke badalon ne kabhi gher rakha tha mujhe,
Ab badalon ko cheer ke bhi suraj deti hai roshni mujhe.
Aye dost kismat mein mere is se pehle itni khushi kabhi na thi,
Aap ne saath humara deke dard ko bhulana sikha diya mujhe.
Hum to rote the uski yaad mein,
Dost aap ne aansuon ko peena sikha diya mujhe.
Uss dhokebaaz ne to maar hi dala tha humein,
Dosti ki taqat se jeena sikhaya aap ne mujhe.
*********
Baharon ki mahefil suhani rahegi,
Labon pe khushi ki kahani rahegi.
Chamakate rahenge khushiyon ke sitare,
Agar aap ki dosti ki maherbani rahegi.
Labon pe khushi ki kahani rahegi.
Chamakate rahenge khushiyon ke sitare,
Agar aap ki dosti ki maherbani rahegi.
*********
Dosti dil se hoti hai,Zaroori nahi ke mulaqat ho.
Yeh to ek ehsaas hota hai,Zaroori nahi ke baat ho.
Yeh to ek pal me ban jaati hai, Zaroori to nahi umr bhar ka saath ho.
Yeh to ek ehsaas hota hai,Zaroori nahi ke baat ho.
Yeh to ek pal me ban jaati hai, Zaroori to nahi umr bhar ka saath ho.
*********
Suno aye Dost! Kabhi udaas ho jao to,
Kabhi tanhayi ki raatein,Tumhein zyada sataein to,
Kabhi titali na bole to, Aur jugnu laut jayen to,
Kabhi jab dil bhi bhar jaye, Koi jab sun na paye to,
Agar sab dost sathi bhi, Jo tum se rooth jayein to,
Kabhi jab khud se lad lad kar, Thakan se choor ho jao,
Kabhi chahte huye bhi khud akele,Ro na paao to,
Apni ankhon ko band karna, Mujhe aawaz de dena,
Aur phir mere tasawwur se,Jo chaho batein keh dena,
Mere kandhe pe sir rakh kar,Tum jitna chaho ro lena,

Phir khud mein jab laut jao to,Us he duniya chale jana,
Magar bas itna kehna hai,Ke jab bhi dukh ya khushiyon mein,
Magar bas itna kehna hai,Ke jab bhi dukh ya khushiyon mein,
Hamein dil se pukaroge Hamein tum saath paoge.......!
*********
Nigaahon mein aur koi dosti ke kaabil na raha,
Is kinare ka aur koi saahil na raha,
Chaand jaisa yaar mila hame zameen par,
Aasman ka chaand bhi ab deedar ke kaabil na raha…
Is kinare ka aur koi saahil na raha,
Chaand jaisa yaar mila hame zameen par,
Aasman ka chaand bhi ab deedar ke kaabil na raha…
Dosti woh nahi jis mein jeet ya haar ho,
Dosti koi cheez nahi jo har waqt taiyaar ho,
Dosti to woh hai jis me kisi k aane ki umeed na ho,
Lekin phir bhi Uska har waqt Intezaar ho….
Dosti koi cheez nahi jo har waqt taiyaar ho,
Dosti to woh hai jis me kisi k aane ki umeed na ho,
Lekin phir bhi Uska har waqt Intezaar ho….
*********
Yaadon mein na aane do hame,
Dil mein hum bas jayenge,
Tamanna ho Agar milne ki to aye Dost,
Haath rakhna apne dil par,
Hum Dhadkanon me mil jayenge…..
Woh nadiyaan nahi thi aansu the mere,
Jis par mere Dost kashti chalate rahe…
Manzil mile unhe yeh chahat thi meri,
Isliye hum aansu pe aansu bahate rahe…
Jis par mere Dost kashti chalate rahe…
Manzil mile unhe yeh chahat thi meri,
Isliye hum aansu pe aansu bahate rahe…
pyar se pyari koi mujbori nahe hoti
kami apno ki kabi pori nahe hoti.
dilon ka juda hona ik alaag baat hai
nazro se dor hona koi dori nahe hoti
kami apno ki kabi pori nahe hoti.
dilon ka juda hona ik alaag baat hai
nazro se dor hona koi dori nahe hoti
Tumhari har adaa ka kya jawab du
Apne dosti ko kya upahaar du
Koi acha sa phool hota to maali se mangwata
Jo khud gulaab hai usko kya gulaab du.
Apne dosti ko kya upahaar du
Koi acha sa phool hota to maali se mangwata
Jo khud gulaab hai usko kya gulaab du.
Dil Se Dil Bari Mushkil Se Milte Hain
Tufano Mein Saahil Bari Mushkil Se Milte Hain
Yun Toh Mil Jata Hai Har Koi
Magar Ap Jaise Dost Naseeb Walon Ko Milte Hain…
Tufano Mein Saahil Bari Mushkil Se Milte Hain
Yun Toh Mil Jata Hai Har Koi
Magar Ap Jaise Dost Naseeb Walon Ko Milte Hain…
Kuch Rishte Anjane Mein Hojate Hain
Pahle Dil Phir Zindagi Se Jurr Jate Hain
Kehte Hain Uss Daur Ko Dosti
Jis Mein Dil Se Dil Najane Kab Miljate Hain …
Pahle Dil Phir Zindagi Se Jurr Jate Hain
Kehte Hain Uss Daur Ko Dosti
Jis Mein Dil Se Dil Najane Kab Miljate Hain …
*********
CHAND KE PAAS ANEK SITARE HOGE.
MAGAR SITARO KE PAAS EK HI CHAND HAIN.
AAP KE PAAS HUM JAISE LAAKH HONGE.
MAGAR HAMARE PAAS AAP JAISA DOST EK HI HAIN
*********
MAGAR SITARO KE PAAS EK HI CHAND HAIN.
AAP KE PAAS HUM JAISE LAAKH HONGE.
MAGAR HAMARE PAAS AAP JAISA DOST EK HI HAIN
*********
Iss kadar pyar hai, tumse ae humsafar
Ab toh jeetey hai hum, bas tumhe dekh kar
Tumhari har adaa, tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi, tumhe hai kya khabar
Iss kadar pyar hai, tumse ae humsafar
Ab toh jeetey hai hum, bas tumhe dekh kar
Tumhari har adaa, tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi, tumhe hai kya khabar
Iss kadar pyar hai, tumse ae humsafar
*********
ZIndagi kabhi dhoka nahi deti hai....
maut us ko majboor kerti hai dhoka deine ko...
maut us ko majboor kerti hai dhoka deine ko...
Kuch log dosti ko gam samajhte hai.....
Jo gam samajhte hai woh kam samajhte hai.....
kis tarah waqt guzar raha hai dosto ke bina.....
yeh koi aur nahi sirf hum samajhte hai.........
Jo gam samajhte hai woh kam samajhte hai.....
kis tarah waqt guzar raha hai dosto ke bina.....
yeh koi aur nahi sirf hum samajhte hai.........
*********
Be a poet when you are alone.....
Be a king when You command......
Be a scientist when you work......
Be a lover when you see beauty.....
Be a history when you die.......
be a friend until I DIE........
Be a king when You command......
Be a scientist when you work......
Be a lover when you see beauty.....
Be a history when you die.......
be a friend until I DIE........
*********
Zindagi mein hamesha naye dost milenge,
kahi zyada to kahin kum milenge.
Aitbaar zara soch kar karna,
mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.......
kahi zyada to kahin kum milenge.
Aitbaar zara soch kar karna,
mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.......
*********
Dard jitna saha jaye utna hi sehna,
Kisi ke dil ko jo lag jaye vo baat na kehna,
Milte hain hamare jaise dost bahut kam,
Isline humse 'Kabhi Alvida Na Kehna'
Kisi ke dil ko jo lag jaye vo baat na kehna,
Milte hain hamare jaise dost bahut kam,
Isline humse 'Kabhi Alvida Na Kehna'
*********
Aye Dost Tu Itna Badkalam Na Ho
Ki Kabhi Karib Se Gujrae To Dua-Salam Na Ho
Dil Mai Haazaar Gila Shikva Ho Magar Yeh Nahi Mumkin
Tum Aao Mere Ghar Mein Aur Ahitram Na Ho
Haazaar Dusmani Ho Tumse,Magar Khuda Karen
Dil Mein Kabhi Ahsaas-E Intekam Na Ho

Jis Ki Band Aankhon Main Mere Khwab Hain
Jis Ki Sanson Main Bajte Rubab Hain
Labon Ki Pankkhari Jaise Gulab Hain
Jis Ki Zindagi Main Band Mere Sare Bab Hain
*********
-
Jis Ki Sanson Main Bajte Rubab Hain
Labon Ki Pankkhari Jaise Gulab Hain
Jis Ki Zindagi Main Band Mere Sare Bab Hain
*********
-
Na Janye Kab Moot Ka Pegham Aa Jay..
Zindgi Ki Akhri Sham Aajay..
Main Tu Dhondta Hon Wo Lamha Ke
Honton Per Tumhara Naam Aa Jay..
Milo Ge Mujhe To Mill Jaye Gi Zindagi Mujh Ko,
Itna He Keh Dia Hota, Bus Ik Baar Usne.
Mit gayi jab hasrato ki duniya,
Tab kahi jaakar unhe mera khyaal aaya,
Lut raha tha mera ghar jab uske saamne,
Tab bhi unhe jara bhi malaal na aaya.
*****************************
Tere bagair jindagi achi lagti nahi,
Koi khushi ab sacchi lagti nahi,
Mat pooch mujhase tu judaai ka aalaam,
Tere bagair chaandni bhi bhali lagti nahi.
*****************************
Na jeene ki khushi hai mujhko, na marne ka hoga gam,
Bas teri yaad aane par, ho jaate hai aankhen nam,
Jamaane ki koi bhi khushi mujhe achi nahi lagti,
Ho gaya hai yaaro mera bewafa sanam.
*****************************
Auro ko dikhaane ke liye hasta hu main,
Gam ko bhoolane ke liye hasta hu main,
Mere hasne ki hakeekat ko kya samajhogi,
Khud ko bhoolane ke liye hasta hu main.
*****************************
Mohabbat karta hu yakeen hai mere khuda par,
Hardam labo par dua aur tera naam jubaan par.
*****************************
Aarju ab jeene ki jyada nahi hai,
Magar marne ka ab bhi koi irada nahi hai,
Kya tumko yaad dilaau tumhaari kasme,
Jab yaad tumko apna koi wada nahi hai.
*****************************
Dil mera har pal tere liye chalta hai,
Tujhe chumne ke khyaal se dhadhakta hai.
*****************************
Khwaab aankhon se gire aansu me dhal kar,
Dam armaano ne toda dam machal-machal kar,
Meri kismat me judaai likhi thi,
Warna har kadam rakha tha sambhaal-sambhaal kar.
*****************************
Mujhe bahut yaad aata hai wo gujra jamana,
Unka dekhna, muskurana aur daud kar lipat jana.
*****************************
Tere pyaar me hamne saara jag thukraya hai,
Phir bhi toone kadam-kadam par sataya hai,
Tu apne kasme waado se mukar gayi bewafa,
Teri isi berookhi ne hi ye shehar chudaya hai.
*****************************
Jindagi mohtaaj nahi manjilo kee,
Waqt har manjil dikha deta hai,
Marta nahi koi kisi se juda hokar,
Waqt sabko jeena sikha deta hai.
*****************************
Dost wo nahi jo mushkil me kaam aaye,
Dost wo hai jiske saath rehte mushkil hi na aaye.
*****************************
Ab kya kahu tumse, agar kuch kehna hai to,
Sirf itna kimaine pyaar kiya hai,
Ab raha nahi jata ki keh do na,
Tumhe bhi mujhse pyaar hai.
*****************************
Dil tootgaya to ab kya intajaar karu,
Tu hi bata ki tujhe aur kitna pyaar karu.
*****************************
Kitne hi khwaab saze hai abhi palko par,
Tum agar kareeb aao to sab poore ho jaaye.
*****************************
Mujhase juda ho gayi tumhaari aankhen,
Jinhe main poojhta tha badi pyaari aankhe,
Meri khushiya basi thi unme,
Choomta bahut tha main tumhaari kunwaari aankhen.
*****************************
Teri deewaangi ne bada ye kaam kiya,
Duniya bhar me mashhoor mera naam kiya.
*****************************
Wo aaina tha chamakta hi raha,
Main chiraag tha bas jalta hi raha,
Wo phool tha aur main kaanta ek,
Wo mehakta hi raha aur main chubta hi raha.
*****************************
Mohabbat me marna kaam na aaya,
Dil aur jaan bhi di phir bhi aaraam na aaya,
Har shakhs tha mere saath,
Par ek uska hi paigaam na aaya.
*****************************
Wo mausam wo bahaar bhi, uske saamne kam thi,
Uske saath gujra wo wakt wo fija bhi nam thi,
Par kya kare ae jaalim ham ye bhool hi gaye,
Apne haatho me wo mohabbat ki lakeere hi kam thi.
*****************************
Agar tapakta aansu ki jagah lahu aankhon se,
To koi kisi ko shaayad hi roolata,
Agar dil ke tootne ki aawaaj hoti,
To tumhe hamaare dard ka andaaj ho pata,
Apni dosti ko mausam se bachkar rakhna,
Ki khushbu aati nahi phool me sookh jaane ke baad.
*****************************
Dam todti aaraju tujhe de rahi hai badadua,
Tujhe manjil na mile mujhako mitakar.
*****************************
Kuch mat pooch kitna tujhase pyaar karta hu,
Har raat teri yaad me aankhon me aansu bharta hu,
Tum bewafa thi jo pyaar se daaman bacha baithi,
Main bewafa hu isaliye tujhe pyaar karta hu.
*****************************
Naam roshan hogaya deewaano me tera-mera,
Kuch itane charche shehar me hamaare pyaar ke huye.
*****************************
Thak gaye aankhen aur kitna intajaar karu,
Tu hi bata dil ko aur kitna bekaraar karu?
Na tum khud hi aaye aur na khat hi bheja,
Tere waado par ab aur kitna main aitbaar karu…?
*****************************
Na bhoola paya hu,
Na bhoola sakuga kabhi,
Apne dil se tera naam na mita sakuga kabhi.
*****************************
Ajab hai ye duniya,
Ajab yaha ka dastoor hai,
Dil me to base ho,
Magar aankhon se door ho.
*****************************
Gam ye nahi ki tum juda ho gaye,
Gam ye hai ki pyaar mera ruswa hogaya .
*****************************
Mere kareeb aao aur ye ikaraar karo,
Ham har haal me rasme wafa nibhayenge,
Jamana chaahe jitane julm aur sitam kare,
Ham apne pyar ki duiya jaroor basaayenge.
*****************************
Nigaahe milaane ko jee chaahta hai,
Tere paas aane ko jee chaahta hai,
Kaash wahi raate laut aaye,
Phir tanhaai mehkhaane ko jee chaahta hai.
*****************************
Tujhe kya mila jamaane mujhe khaak me milakar,
Hamaare armaan saare thokro me udaakar,
Khuda se daro jaalimo na pyaar ko naakaam karo,
Ghar tumhaare bhi jalenge mera ghar jalaakar.
*****************************
Aapki himmat kaise huyi mujhe ye sab kehne ki,
Majboori me aadat pad gayi hai,
Tumse door rahane ki.
****************************
Geeto me bhi saaj hota hai,
Roshni me bhi raaj hota hai,
Ae yaar badnaam ki parwaah na kar,
Chamakte chaand me bhi daag hota hai.
*****************************
Tere bagair jindagi me kuch bhi nahi hai,
Tu saath nahi to khush bhi khushi nahi hai,
Chali aao aaj to kisi bahaane se,
Meri tabeeyat aaj achi nahi hai.
*****************************
Apne pajaame me naada daal nahi sakte hai aur
Kargil me ladne ka dawa karte ho,
Ghar me patni ke gulaam bankar rehte hai aur
Baahar aakar khud ko shehanshaah kehte hai.
*****************************
Jaane kitni haseen wo raat hogi,
Jab man se man aur tan se tan kee baat hogi.
*****************************
Main khush hu ki mujhe mera pyaar mil gaya,
Kareeb ghar ke hi mujhe mera pyaar mil gaya,
Karu na naaz kyon main apni kismat par,
Chaand se bhi haseen mujhako deedaar mil gaya.
*****************************
Phir wo chat par aayenge aur dhoondhte mujhe,
Magar jab saamne aayenge to bejubaan honge.
*****************************
Tumhaare pyaar ki khushbu mitaaye nahi mitati,
Meri saanso me basi hai teri saanso ki mehak.
*****************************
Jab se unhe dekha hai,
Dil ke sab armaan jaag gaye,
Pyaar kya hota hai ab ham
Pehachaan gaye.
*****************************
Chaahta hu tujhe pyaar du,
Dost pe apni jindagi waar du,
Jab tera SMS nahi milta to,
Man karta hai teri jaan nikaal du.
*****************************
Nigaahe dhoondh rahi hai,
Wahi khwaab sunhare,
Jo kabhi mil baith kar dekhe the
Ham dono ne.
*****************************
Bahut udaas hai jindagi thoda pyaar to kar lene do,
Yun roko na raaho ko mere thoda saath to chal lene do,
Chand lamhe hai in aankhon me,
Un lamho me jee lene do.
*****************************
Har ek shaam aati hai
Teri yaado ki gataaye,
Aur har raat barasti hai meri tanhaai me.
*****************************
Main teri yaado me gujar doonga umra tamaam,
Dil me teri soorat rahegi aur labo pe tera hi naam.
*****************************
Ab kya kahu tumse,
Agar kuch kahna hai to,
Sirf itna kimaine pyaar kiya,
Ab nahi raha jata, kah do na pyaar hai.
Zindgi Ki Akhri Sham Aajay..
Main Tu Dhondta Hon Wo Lamha Ke
Honton Per Tumhara Naam Aa Jay..
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai !
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai !
**********
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !
**********
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !
**********
Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !
**********
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
**********
Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !
**********
Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta,
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
us ke bina jiya nahi ja sakta.
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
us ke bina jiya nahi ja sakta.
**********
Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt kahan le jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt kahan le jayega
**********
Dost ek saahil hai tufaano ke liye,
Dost ek aaina hai armaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!
Dost ek aaina hai armaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!
**********
Raatein gumnaam hoti hai,
Din kisike naam hota hai,
Hum zindagi kuch is tarah jeete hai,
Ki har lamha doston ke naam hota hai !
Din kisike naam hota hai,
Hum zindagi kuch is tarah jeete hai,
Ki har lamha doston ke naam hota hai !
**********
Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh ka aansoon teri aankh se gira sakta hoon !!
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh ka aansoon teri aankh se gira sakta hoon !!
**********
Kehana Chahte Hai Hum Apne Dil Ki Dastaan Es Zamane Ko,
Koi-Koi Hai Is Jahan Mein Jo Samjhata Hai Es Afsaane Ko,
Koi-Koi Hai Is Jahan Mein Jo Samjhata Hai Es Afsaane Ko,
Keise Gujarti Hai Tum Bin Ye Tanhaai Bhari Raaten,Her Koi Aata Hai Lekin Wo Nahi Aati Hai “Nit’s” Ko Samjhane Ko !!
**********
Na Mein Teri Manzil Hun Na Mein Tera Thikana Hun,
Mein To Aapnoon Ki Nazroon Mein Hi Begana Hun,
Mein To Aapnoon Ki Nazroon Mein Hi Begana Hun,
Aapne Ruth Chuke Hai Kisse Chuth Chuke Hai,
Na Koi Kissa Na Koi Kahani Esha Fsaana Hun,
Na Koi Kissa Na Koi Kahani Esha Fsaana Hun,
Kismat Bhi Thoker Maar Chuki Hai Mujhe,
Ro-Ro Ke Roya Hun Aasuon Ka Mekhana Hu,
Ro-Ro Ke Roya Hun Aasuon Ka Mekhana Hu,
Jamana Beshk Bhula De “Nit’s” Ko,
Malum Hai Tujhe Ki Mein Tera Diwana Hun !!
Malum Hai Tujhe Ki Mein Tera Diwana Hun !!
**********
Kyon Ham Kisi Par Khud Se Jayda Bharosa Karte Hai,
Wo Hi Hamari Peeth Mein Khanjar Ghop Dete Hai,
Jab Udana Hi Tha Majak Jindgi Ka,
To Kyo Log Pyar Karne Ka Natak Kiya Karte Hai !!!
Wo Hi Hamari Peeth Mein Khanjar Ghop Dete Hai,
Jab Udana Hi Tha Majak Jindgi Ka,
To Kyo Log Pyar Karne Ka Natak Kiya Karte Hai !!!
**********
Usne Sab Ko Bataya Ke Bohat Udaas Hai Wo,
Mujh Se Kyun Na Kaha, Ik Baar Us Ne,
Mujh Se Kyun Na Kaha, Ik Baar Us Ne,
Mene Jo Kaha Tha Ke Ik Baar Keh Ke Daikhtay,
Mujh Pe Kyun Na Kiya Tha Etibaar Usne,
Mujh Pe Kyun Na Kiya Tha Etibaar Usne,
Wo Khud To Mohabbat Ke Baray Da’way Karta Hai,
Phir Kyun Na Kiya Tha Izhaar Usne,
Phir Kyun Na Kiya Tha Izhaar Usne,
Wo Kehta Ha Mujhe Tera Saath Chahiye,
To Barh Ke Kyun Na Thaama Mera Haath Usne,
To Barh Ke Kyun Na Thaama Mera Haath Usne,
Wo Kehta Hai Tu Meray Dil Me Rehta Hai,
Phir Kyun Kiye Itnay Inkaar Usne,
Phir Kyun Kiye Itnay Inkaar Usne,
Itna He Keh Dia Hota, Bus Ik Baar Usne.
**********
Waqt Ne Humein Itna Majboor Kar Diya,
Dur Armano Se Kahi Chur Kar Diya,
Kya Pata Tha Ki Yeh Din Bhi Dikhaygi Jindagi,
Bethain Bethain Bohot Rulayegi Jindagi.
Dur Armano Se Kahi Chur Kar Diya,
Kya Pata Tha Ki Yeh Din Bhi Dikhaygi Jindagi,
Bethain Bethain Bohot Rulayegi Jindagi.
**********
Mujko Mere Chahane Wale Hi Na Samjh Sake,
Aankoon Mein Chupa Dard Ankahi Dastaan Hun Mein To,
HerKisi Ki Koi Na Koi Manjil Zarur Hoti Hai,
Jiski Koi Manjil Nahi Wo Raasta Hun Mein To.
Aankoon Mein Chupa Dard Ankahi Dastaan Hun Mein To,
Her
Jiski Koi Manjil Nahi Wo Raasta Hun Mein To.
**********
Tab kahi jaakar unhe mera khyaal aaya,
Lut raha tha mera ghar jab uske saamne,
Tab bhi unhe jara bhi malaal na aaya.
*****************************
Tere bagair jindagi achi lagti nahi,
Koi khushi ab sacchi lagti nahi,
Mat pooch mujhase tu judaai ka aalaam,
Tere bagair chaandni bhi bhali lagti nahi.
*****************************
Na jeene ki khushi hai mujhko, na marne ka hoga gam,
Bas teri yaad aane par, ho jaate hai aankhen nam,
Jamaane ki koi bhi khushi mujhe achi nahi lagti,
Ho gaya hai yaaro mera bewafa sanam.
*****************************
Auro ko dikhaane ke liye hasta hu main,
Gam ko bhoolane ke liye hasta hu main,
Mere hasne ki hakeekat ko kya samajhogi,
Khud ko bhoolane ke liye hasta hu main.
*****************************
Mohabbat karta hu yakeen hai mere khuda par,
Hardam labo par dua aur tera naam jubaan par.
*****************************
Aarju ab jeene ki jyada nahi hai,
Magar marne ka ab bhi koi irada nahi hai,
Kya tumko yaad dilaau tumhaari kasme,
Jab yaad tumko apna koi wada nahi hai.
*****************************
Dil mera har pal tere liye chalta hai,
Tujhe chumne ke khyaal se dhadhakta hai.
*****************************
Khwaab aankhon se gire aansu me dhal kar,
Dam armaano ne toda dam machal-machal kar,
Meri kismat me judaai likhi thi,
Warna har kadam rakha tha sambhaal-sambhaal kar.
*****************************
Mujhe bahut yaad aata hai wo gujra jamana,
Unka dekhna, muskurana aur daud kar lipat jana.
*****************************
Tere pyaar me hamne saara jag thukraya hai,
Phir bhi toone kadam-kadam par sataya hai,
Tu apne kasme waado se mukar gayi bewafa,
Teri isi berookhi ne hi ye shehar chudaya hai.
*****************************
Jindagi mohtaaj nahi manjilo kee,
Waqt har manjil dikha deta hai,
Marta nahi koi kisi se juda hokar,
Waqt sabko jeena sikha deta hai.
*****************************
Dost wo nahi jo mushkil me kaam aaye,
Dost wo hai jiske saath rehte mushkil hi na aaye.
*****************************
Ab kya kahu tumse, agar kuch kehna hai to,
Sirf itna ki
Ab raha nahi jata ki keh do na,
Tumhe bhi mujhse pyaar hai.
*****************************
Dil toot
Tu hi bata ki tujhe aur kitna pyaar karu.
*****************************
Kitne hi khwaab saze hai abhi palko par,
Tum agar kareeb aao to sab poore ho jaaye.
*****************************
Mujhase juda ho gayi tumhaari aankhen,
Jinhe main poojhta tha badi pyaari aankhe,
Meri khushiya basi thi unme,
Choomta bahut tha main tumhaari kunwaari aankhen.
*****************************
Teri deewaangi ne bada ye kaam kiya,
Duniya bhar me mashhoor mera naam kiya.
*****************************
Wo aaina tha chamakta hi raha,
Main chiraag tha bas jalta hi raha,
Wo phool tha aur main kaanta ek,
Wo mehakta hi raha aur main chubta hi raha.
*****************************
Mohabbat me marna kaam na aaya,
Dil aur jaan bhi di phir bhi aaraam na aaya,
Har shakhs tha mere saath,
Par ek uska hi paigaam na aaya.
*****************************
Wo mausam wo bahaar bhi, uske saamne kam thi,
Uske saath gujra wo wakt wo fija bhi nam thi,
Par kya kare ae jaalim ham ye bhool hi gaye,
Apne haatho me wo mohabbat ki lakeere hi kam thi.
*****************************
Agar tapakta aansu ki jagah lahu aankhon se,
To koi kisi ko shaayad hi roolata,
Agar dil ke tootne ki aawaaj hoti,
To tumhe hamaare dard ka andaaj ho pata,
Apni dosti ko mausam se bachkar rakhna,
Ki khushbu aati nahi phool me sookh jaane ke baad.
*****************************
Dam todti aaraju tujhe de rahi hai badadua,
Tujhe manjil na mile mujhako mitakar.
*****************************
Kuch mat pooch kitna tujhase pyaar karta hu,
Har raat teri yaad me aankhon me aansu bharta hu,
Tum bewafa thi jo pyaar se daaman bacha baithi,
Main bewafa hu isaliye tujhe pyaar karta hu.
*****************************
Naam roshan ho
Kuch itane charche shehar me hamaare pyaar ke huye.
*****************************
Thak gaye aankhen aur kitna intajaar karu,
Tu hi bata dil ko aur kitna bekaraar karu?
Na tum khud hi aaye aur na khat hi bheja,
Tere waado par ab aur kitna main aitbaar karu…?
*****************************
Na bhoola paya hu,
Na bhoola sakuga kabhi,
Apne dil se tera naam na mita sakuga kabhi.
*****************************
Ajab hai ye duniya,
Ajab yaha ka dastoor hai,
Dil me to base ho,
Magar aankhon se door ho.
*****************************
Gam ye nahi ki tum juda ho gaye,
Gam ye hai ki pyaar mera ruswa ho
*****************************
Mere kareeb aao aur ye ikaraar karo,
Ham har haal me rasme wafa nibhayenge,
Jamana chaahe jitane julm aur sitam kare,
Ham apne pyar ki duiya jaroor basaayenge.
*****************************
Nigaahe milaane ko jee chaahta hai,
Tere paas aane ko jee chaahta hai,
Kaash wahi raate laut aaye,
Phir tanhaai mehkhaane ko jee chaahta hai.
*****************************
Tujhe kya mila jamaane mujhe khaak me milakar,
Hamaare armaan saare thokro me udaakar,
Khuda se daro jaalimo na pyaar ko naakaam karo,
Ghar tumhaare bhi jalenge mera ghar jalaakar.
*****************************
Aapki himmat kaise huyi mujhe ye sab kehne ki,
Majboori me aadat pad gayi hai,
Tumse door rahane ki.
****************************
Geeto me bhi saaj hota hai,
Roshni me bhi raaj hota hai,
Ae yaar badnaam ki parwaah na kar,
Chamakte chaand me bhi daag hota hai.
*****************************
Tere bagair jindagi me kuch bhi nahi hai,
Tu saath nahi to khush bhi khushi nahi hai,
Chali aao aaj to kisi bahaane se,
Meri tabeeyat aaj achi nahi hai.
*****************************
Apne pajaame me naada daal nahi sakte hai aur
Kargil me ladne ka dawa karte ho,
Ghar me patni ke gulaam bankar rehte hai aur
Baahar aakar khud ko shehanshaah kehte hai.
*****************************
Jaane kitni haseen wo raat hogi,
Jab man se man aur tan se tan kee baat hogi.
*****************************
Main khush hu ki mujhe mera pyaar mil gaya,
Kareeb ghar ke hi mujhe mera pyaar mil gaya,
Karu na naaz kyon main apni kismat par,
Chaand se bhi haseen mujhako deedaar mil gaya.
*****************************
Phir wo chat par aayenge aur dhoondhte mujhe,
Magar jab saamne aayenge to bejubaan honge.
*****************************
Tumhaare pyaar ki khushbu mitaaye nahi mitati,
Meri saanso me basi hai teri saanso ki mehak.
*****************************
Jab se unhe dekha hai,
Dil ke sab armaan jaag gaye,
Pyaar kya hota hai ab ham
Pehachaan gaye.
*****************************
Chaahta hu tujhe pyaar du,
Dost pe apni jindagi waar du,
Jab tera SMS nahi milta to,
Man karta hai teri jaan nikaal du.
*****************************
Nigaahe dhoondh rahi hai,
Wahi khwaab sunhare,
Jo kabhi mil baith kar dekhe the
Ham dono ne.
*****************************
Bahut udaas hai jindagi thoda pyaar to kar lene do,
Yun roko na raaho ko mere thoda saath to chal lene do,
Chand lamhe hai in aankhon me,
Un lamho me jee lene do.
*****************************
Har ek shaam aati hai
Teri yaado ki gataaye,
Aur har raat barasti hai meri tanhaai me.
*****************************
Main teri yaado me gujar doonga umra tamaam,
Dil me teri soorat rahegi aur labo pe tera hi naam.
*****************************
Ab kya kahu tumse,
Agar kuch kahna hai to,
Sirf itna ki
Ab nahi raha jata, kah do na pyaar hai.
Jindagi ke liye jeena jaroori hai,
Jinake liye armaan jaroori hai,
Dil me chahe hajaro gam ho,
Phir bhi tere chehre pe muskaan jaroori hai.
*****************************
Lekar ham doosro ki hasi kya kare,
Jo apni nahi wo khushi kya kare,
Tanha jeene se behtar hai mar jaaye ham,
Jab saath aapka nahi to jindagi jee kar kya kare.
*****************************
Na karta shikayat jamaane se koi,
Agar maan jaata manaane se koi,
Kisi ko koi kyon yaad karta,
Agar bhool jaata bhoolane se koi…
*****************************
Kisi ko dil to kisi ko diladaar mile,
Kisi ka phool to kisi ko phoolon ke haar mile,
Kisi ko khushi to kisi ko pyaar mile,
Par har janm me hame tere jaisa ‘dildaar’ mile…
*****************************
Koi gila na koi shikwa raha aapse,
Ye aarju hai ek silsila bana rahe aapse,
Bas ek ummeed hai aapse,
Khafa na hona agar ham khafa rahe aapse!!!
*****************************
Dil ko kitna sambhala ki,
Dil abhi rook ja wo abhi yaha aayegi,
Hame kya pata tha ki wo aate hi jaane ka bahana banayegi.
*****************************
Kaajal banke teri aankhon me samaane ki tamanna hai,
Dawa banke tera dard mitaane ki tamanna hai,
Yun to haasil hai jamaane ki har cheej mujhe,
Sirf ek baar tujhe apne pyaar ke roop me paane ki tamanna hai…
*****************************
Ham to tujhe bhool chuke the lekin,
Na jaane kyon log teri yaad dilaane aaye,
Ye kya kam hai ki teri gali me tere deedaar ki khaatir,
Ham tujhe kisi aur ke milne ke bahaane aaye.
*****************************
Log apna banake chod dete hai…
Rishta gairo se jod lete hai…
Ham to ek phool bhi na tod sake…
Log to dil bhi tod dete hai.
*****************************
Tadap ke dekh kisi ki chaahat me
To pata chale intjaar kya hota hai,
Yun mil jaaye agar koi bina tadap ke,
To kaise pata chale pyaar kya hota hai?
*****************************
Kudrat ke karishmo me agar raat na hoti,
Khwabon me bhi unse mulakaat na hoti,
Yah dil hi to hai gam ki vajah,
Yah dil hi na hota to kal baat na hoti…
*****************************
Ban ke ehasaas meri dhadkan ke paas rahte ho,
Tasweer ban ke meri aankhon ke paas rahte ho,
Aaj puchate hai ek sawaal tumse,
Kya door rahkar tum bhi udaas rahte ho?
*****************************
Aasaan nahi hota kisi ko bhoolana,
Chaahe wo apna ho ya begana,
Dil ki baate bas samajhta hai dil hi,
Inhe kya samajhega ye jaalim jamana??
*****************************
Aansu se palke bheego leta hu,
Yaad teri aati hai to ro leta hu,
Socha ki bhoola du tujhe magar,
Har baat faisla badal deta hu.
*****************************
Tumko chaahne waale gam na honge,
Waqt ke saath magar ham na honge,
Apna pyaar chaahe kisi ko bhi dena,
Par teri yaad ke hakdaar ham hi honge.
*****************************
Nigaahe aapki pahchaan hai hamari,
Muskurahat aapki shaan hai hamari,
Rakhna hifaajat aap apne ko,
Kyonki saanse aapki jaan hai hamaari…
*****************************
Kah ke dekh liya,
Chup rah ke bhi dekh liya,
Kya kare jab unhone hi khamosh kar diya,
Unse baat karne ke liye ham bahut tadapte hai,
Kya kare jab hamaare koo karne se bhi wo bhadakte hai.
*****************************
Jo dil ke kareeb ho use rooswa nahi karte,
Yu apni mohabbat ka tamaasha nahi karte,
Khamosh rahenge to ghutan aur badhegi,
Apno se koi baat chupaya nahi karte…
*****************************
Yaad karne ke liye koi cheej chaahiye,
Aap nahi to aap ki tasweer chaahiye,
Par tasweer aapki hamara dil bahla na sakegi,
Kyonki wo aapki tarah muskura na sakegi.
*****************************
Tanhaai le jaati hai jaha tak yaad tumhari,
Wahi se shuru hoti hai jindagi hamaari,
Nahi socha tha chahenge ham tumhe is kadar,
Par ab to ban gaye ho tum kismat hamaari.
*****************************
Raat itani haseen thi,
Ki saare so rahe the,
Ham hi aise badnaseeb the,
Jo aapki yaad me ro rahe the.
*****************************
Ham labo se kah na paaye,
Unase haal-e-dil kabhi,
Aur wo samjhe nahi yah,
Khamoshi kya cheej hai…
*****************************
Yakeen karo ham par ham tumhe chod nahi sakte,
Dosti ki in hawao ka rookh mod nahi sakte,
Jis rishte ko banane me lag gaye barso hamko,
Us rishte ko palbhar me tod nahi sakte.
*****************************
Dil me deep jalaane se kya hoga,
Raah me aag lagane se kya hoga,
Jinhe hamaari yaad bhi nahi aati,
Unhe SMS karne se kya hoga…